Apni Baat Manwane Ka Wazifa
Apni Baat Manwane Ka Wazifa ?
Agar aap family ke kisi buzurg ya kisi bhi fard se apni koi ahem baat manwana chahte hain lekin aapko yeh lagta hai ke aap ki baat nahi mani jaye gi to is ke liye aap sab se pehle 7 din tak Surah Ikhlas Ka Wazifa karein.
