Nazar e bad ka Ghar, Karobar aur Rishton par Asar
Nazar e Bad ?
Nazre Bad Khaas Qisam Ke Shaytani Asraat Hain Jo Ke Hasad Ke Andar Pae Jatay Hain. Shaitan Insaan Ke Dil Mein Hasad Paida Karta Hai Aur Hasad Ka Nishana Bikari Ki Kashkool Se Le Kar Badshah Ke Takhat Tak Sabhi Ban Satke Hain. Nazre Bad Ke Asraat Ke Hawalay Se Islam Ne Khaas Tor Par Musalmano Ko Aagah Farmaya Hai .
