Hamal Ki Hifazat Ka Wazifa Surah Hashr Ki Akhri 3 Ayat
Hamal Ki Hifazat Ka Wazifa ?
Khawateen ke hamal ko bohat jaldi nazar lag jati hai. Shayad isi wajah se family ki buzurg khawateen hamila ko pait chhupane ka sakhti se kehti hain, aur is baat mein sadaqat bhi hai, kyun ke hamal agar zaya ho jaye to aik jaan ka nuqsan hai.
