Dua Ada e Qarz Wazifa In Urdu
Dua Ada e Qarz ?
Mojooda waqt mein bohat se afrad Qarz ki Adaigi nah kar paanay ki wajah se pareshan hain. Bohat se log jab apni amdani se bunyadi zarooriyat ko pura nahin kar patay aur ghar walon ko facilities muyassar karne mein na kaam rahtay hain to woh majboran responsibilities ko pura karne ki khatar kisi bhi jaan’nay walay aur dost ahbaab se Qarz le lete hain.
