Paper Yaad Karne Ki Dua
Paper Yaad Karne Ki Dua ?
Agar kisi student ko Paper Yaad nah hota ho aur imtihan bhi nazdeek hun , to woh Paper Yaad Karne Se pehle aik martaba Alhamd Shareef aur 11 martaba Ya Fatthu parh le.
Paper Yaad Karne Ki Dua ?
Agar kisi student ko Paper Yaad nah hota ho aur imtihan bhi nazdeek hun , to woh Paper Yaad Karne Se pehle aik martaba Alhamd Shareef aur 11 martaba Ya Fatthu parh le.
Imtihan Mein 100 Kamyabi Ka Wazifa ?
Imtihan mein 100 percent Kamyabi ka Wazifa sahih mehnat hai. Agar koi taleem hasil karne wala sara saal sahih mehnat karta hai to sawal hi paida nahin hota ke use kaamyabi hasil nah ho .
Dushman Ko Tabah Karne Ka Wazifa ?
Dushman ko Tabah karne ya nah karne ka faisla Allah ka hai. Insaan ke chahne ya nah chahne se koi tabah nahin hota. Lekin agar koi dushman aap ki jaan, maal, izzat, aulad, aur karobar ko nuksan dene ki musalsal koshish kar raha hai aur apne zulm se baz nahin aa raha to is ke liye wazifa kiya ja sakta hai.
Surah Kausar Ka Wazifa For Hajat ?
Hajat har insaan ki hoti hai lekin har insaan apni hajat ko hasil nahin kar pata. Agar aap ko shadeed mehnat aur koshish ke bawajood apni hajat nahin mil rahi aur ain kamyabi ke nazdeek aa kar aap ko nakami mil jati hai to iski wajah aap ki qismat ki kharabi hai.
Surah Kausar Ka Wazifa for Money?
Paisa har insaan ki zaroorat hai kyun ke paisay ki wajah se hi insaan apni zindagi ka guzar basar karta hai. Is liye paisa hasil karne ke liye har insaan raat din mehnat aur koshish karta hai.
