Aulad Hone Ka Wazifa
Aulad Hone Ka Wazifa
Allah ki bargah se Aulad hasil karne ke liye be shumar wazaif mojood hain jo sab ke sab afzal hain. Lekin sabhi behano ko wazaif karne se kamyabi hasil nahin hoti. Iski waja yeh hai kyu K woh sirf wazaif ya taweezat par inhsaar karti hain aur sabab ki talash nahin karti. Jab ke Allah ki madad sabab se hoti hai, yani aap ne sabab ki taraf qadam barhane hain aur isi sabab ko Allah ki zaat aap ki shifa bana deti hain. Wazaif ya Quranic taweezat aap ko sabab tak punchnay mein madad karte hain.
