Salamun Qaulam Mir Rabbir Rahim for Job
Salamun Qaulam Mir Rabbir Rahim for Job ?
Talaash aur intezaar mushkil kaam hain. Is intezaar aur talaash ke amal se zyadatar nojawanon ko guzarna parta hai. Kuch nojawanon ka intezaar jald khatam ho jata hai jabke chand nojawanon ko naukri ki talaash mein kaafi zyada pareshaniyon ka saamna karna parta hai.
