Jinnat Se Nijat K Liye Last Two Ayat Of Surah Baqarah
Jinnat Se Nijat ?
Jinnat se Nijat aur Hifazat ke liye behtareen Dua Surah Baqarah ki Aakhri 2 Ayat hain. Agar koi bhai ya behan Jinnat ki wajah se pareshan hain aur har terhan ke ilaj ke bawajood unko Shifa nahi mil rahi to woh Surah Baqarah ki Aakhri 2 Ayat ka vird khud karen ya un Ayat ko kisi fard se dam karwaen
