3d Lohe Qurani Photo
Lohe Qurani ko huruf muqatta bhi kehte hain aur yeh huruf Quran ki bohat si surah mubarakah mein Bismillah Sharif ke baad ayen hain. In huruf ko jada jada parha jata hai. Huruf muqatta Quran ki 29 surah mubarakah ke shurua mein ayen hain. Aur in mein se ziyadatar surah mubarakah Makki hain.
Read More
