Aulad Jaldi Hone Ka Wazifa
Aulad Jaldi Hone Ka Wazifa
Medical science ke mutabiq aik khatoon 40 saal ki umar se pehle pehle bacha paida kar sakti hai. Iske baad khawateen mein kuch asay hormonal changes hotay hain jiski wajah se woh bacha paida nahi kar pati. Lehaza baaz khawateen shadi ke kai saal baad bhi hamala nahi ho pati aur unki bachay paida karne ki umar bhi guzar rahi hoti hai.
