Author: Noor Ali Fatima

Wazifa For Urgent Job

Wazifa For Urgent Job
Urgent Job hasil karne ke liye behtareen Wazifa Surah Baqarah ki Aakhri 2 Ayat hain. Surah Baqarah ki aakhri 2 Ayat rohani atibaar se be had fazilat ki hamil hain aur in Ayat ki fazilat ke hawale se Hadees Mubarakah bhi mojood hain.

Read More

Nafarman Aulad Ka Wazifa

Nafarman Aulad Ka Wazifa
Naferman Aulad ko jald farmabardar banane ke liye ya Azizu ya Muizzu ka wazifa afzal mana jata hai. Agar kisi Parents ki Aulad unki farmabardar nahin to is Aulad ko tamam zindagi ke liye farmabardar aur naik banane ke liye waldain ko chahiye ke woh Isha ki namaz ke baad awal aur aakhir 3-3 martaba Durood Pak parhain aur darmiyan mein ya Azizu ya Muizzu 300 martaba wird Karen.

Read More

Aulad e Narina Ka Wazifa

Aulad e Narina Ka Wazifa
Aulad Narina se muraad Nar Aulad yani beta hai. Agar koi behan yeh chahti hai ke Allah ki zaat usay beta ata farmaye to aisi behan Surah Yusuf aur Surah Maryam Ka Wazifa 14 din kare. InshaAllah jald hi Allah ki zaat us behan ko sehatmand, khoobsurat aur naik beta ata farmayen ge.

Read More
WeCreativez WhatsApp Support
You Can Contact for Istikhara And Wazifa
how can I help you?