Shohar Ka Gussa ki Dua Urdu- Hindi
Shohar Ka Gussa ki Dua ?
Shohar ka biwi par ghusa karna aik aam baat hai, lekin agar shohar har waqt ghusa mein rehta hai to yeh aam baat nahi.
Shohar Ka Gussa ki Dua ?
Shohar ka biwi par ghusa karna aik aam baat hai, lekin agar shohar har waqt ghusa mein rehta hai to yeh aam baat nahi.
Husband Ke liye Dua in Urdu-Hindi
Read MoreAgar koi behan apne shohar ki hifazat, sehat, kamiyabi aur us ki mohabbat hasil karne ke liye wazifa karna chahti hai to us ke liye woh Jumma ke din Isha ki namaz ke baad awwal aur aakhir 10-10 martaba durood pak parhe aur darmiyan mein woh 300 martaba Surah Al-Ikhlas aur 100 martaba durood-e-Ibrahimi parhe. Yeh wazifa aap 7 din tak jari rakhein. 7 din ke baad aap 3 masakeen ko khana khilayein aur Surah Al-Ikhlas ko paak siyahi se tehreer karke apne ghar mein rakhein takeh aap ke shohar par dobara kala jadoo aur nazar bad asar na kare.
Read MoreAgar koi khatoon yeh chahti hai ke us ka shohar hamesha us se mohabbat kare aur us ki har baat mane to is maqsad ke liye woh behan Jumma ke din Isha ki namaz ke baad do nafal namaz Hadiya Bibi Fatima salamullahalaiha is tarah ada karein. Inn dono nafal mein woh Alhamd Shareef ke baad 14-14 martaba Surah Ikhlas tilawat kare.
Read MoreSurah Kausar ka wazifa ke liye aap Isha ki namaz ke baad awal aur aakhir 3-3 martaba Durood Ibrahim parhein aur darmiyan mein aap 21 martaba Surah Kausar aur 3 martaba Ayat ul Kursi parhein. Is wazife ko hamesha jari rakhein.
Read More