Rabbi La Tazarni Fardan Dua Urdu Hindi
Rabbi La Tazarni Fardan Dua Urdu?
Rabbi laa tazarni fardan wa anta khair ul-waarithin ek azeem dua hai jo ke Surah Al-Anbiya ki Ayat 89 mein hai. Yeh dua mubarak Hazrat Zakariya (AS) ki hai aur inn alfaz ke zariye Hazrat Zakariya (AS) ne Allah se aulad ki talab ki thi.
