Ya Jabbaru Se Jadu Khatam Karna
Ya Jabbaru Se Jadu Khatam Karna ?
Ya Jabbaru Allah Ka Safaati Naam Hain Jis Ka Maienay Sanwarnay Wala Ke Hain. Yani Bigray Kaam Sanwarnay Wali Zaat.
Ya Jabbaru Se Jadu Khatam Karna ?
Ya Jabbaru Allah Ka Safaati Naam Hain Jis Ka Maienay Sanwarnay Wala Ke Hain. Yani Bigray Kaam Sanwarnay Wali Zaat.
Ya Qahhar Se Jadu Ka Tor ?
Ya Qahhar Allah Ka Safaati Nam Hai Jis Ke Maienay Qehar Nazil Karne Wala Ke Hain. Yani Jab Koi Zalim Apne Zulm Ki Aadat Se Baz Nahi Aata To Phir Allah Ka Aik Roop Qahar Zahir Hota Hai Jo Ke Zalim Ko Jarr Se Khatam Kar Deta Hai.
Ya Qabizu For Kala Jadu Ka Tor ?
Ya Qabizu Allah Ka Safaati Naam Hai Jiska Mafhuum Yeh Hai Ke Allah Ke Qabza Qudrat Mein Har Cheez Hai Aur Hamesha Rahay Gi.
Ya Hafizu Se Jadu Ka Tor ?
Ya Hafeez Allah Ka Safaati Naam Hai Jis Ka Urdu Meaning Hifazat Karne Walay Ke Hain Aur Be Shak Allah Hi Sab Se Ziada Taaqat Wala Aur Hifazat Karne Wala Hai.
Ya Raqeeb se jadu Ka Tor ?
Raqeeb Allah Ka Safaati Naam Hai Jiska Matlab Nigehbaan Ke Hain. Yani Allah Ki Zaat Sab Se Azeem Nigehbaan Hai Aur Agar Insaan Apni Jaan, Maal, Aulaad Aur Ghar Ko Allah Ki Nigehbani Mein Deta Hai To Allah Ki Zaat Un Ki Hifazat Farmatay Hain.
