Author: Noor Ali Fatima

Husband K Liye Dua Urdu-Hindi

Agar koi behan apne shohar ki hifazat, sehat, kamiyabi aur us ki mohabbat hasil karne ke liye wazifa karna chahti hai to us ke liye woh Jumma ke din Isha ki namaz ke baad awwal aur aakhir 10-10 martaba durood pak parhe aur darmiyan mein woh 300 martaba Surah Al-Ikhlas aur 100 martaba durood-e-Ibrahimi parhe. Yeh wazifa aap 7 din tak jari rakhein. 7 din ke baad aap 3 masakeen ko khana khilayein aur Surah Al-Ikhlas ko paak siyahi se tehreer karke apne ghar mein rakhein takeh aap ke shohar par dobara kala jadoo aur nazar bad asar na kare.

Read More
WeCreativez WhatsApp Support
You Can Contact for Istikhara And Wazifa
how can I help you?