Most Effective Dua for Husband Love Urdu-Hindi
Ya Musabb al-Asbab Allah ka Sifati Naam hai jiska matlub sabab paida karne wala ke hain. Yani Allah ki Zaat jab apne bande ki madad karne ka irada farmate hain to is bande ke liye aise sabab paida hona shuru ho jaate hain jiski wajah se uski mojooda pareshani door ho jaati hai. Lihaza agar shohar apni biwi se mohabbat nahi karta to yeh ek biwi ke liye pareshani ki baat hai, aur yeh pareshani agar control se bahar ho jaaye to ek waqt aata hai ke shohar apne liye koi aur aurat talash kar leta hai.
Read More
